beautiful hands..

mehndi hands 
what the moment would be my mehndi hands would be in yours hand

mehndi hands 
I'm a white chick...like pasty white. 

But I've always loved and admired the look of mehndi, and am thinking about having it done on my palms or my feet and ankles for the wedding. Its also slightly symbolic as our first trip together was to Morocco, where I had my hands done.

I'd love to see pictures if any of you have had mehndi done but wore a more tradiational "American" white/ivory gown?

My Indian friends have assured me it would not be offensive in any way, but they are pretty secular, so if you have different feelings about it, I'd love to know.

mehndi hands 
Tujhay Mehndi Laganaiy Hum Aaiy Gain
Tu Nay Haatoh Par Mehndi Lagaai Hoi Hay
Maathay Par Bindya Sajaai Hoi Hay


mehndi hands 
Teri Mehndi Par Hum Muskuraaiy Gain
Teri Mehndi Ko Hum Sajaaiy Gain

mehndi hands 
tu Salamat Rahay Yahi Alfaaz Duhraaiy Gain
Tujhay Mehndi Laganaiy Hum Aaiy Gaint

mehndi hands 
Tujhay Dulhan Banay Daikhna Hay
Kia Hoaa Jo Tu Na Ban Saki Meri Dulhan

mehndi hands 
Woh kehti hai,
Mere hathon ki mehndi mein,
Meri ankhon ke kaajal mein,
Mere honthon ki laali mein,
Meri zulfon ke aanchal mein,
Jane jaan,
Har ek cheez adhoori hai,
Ke jese,
Tum mere bina,
Aur
Mein tere bina..

mehndi hands 
Agar mere hathon mein hota nizaam-e-shamsi,
Main kabhi teri raahon mein dhoop na aanay deta!

mehndi hands 
Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota
Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota

mehndi hands 
Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao
Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota

mehndi hands 
Mohabbat seekh ker karna
Kay bin seekhey mohabbat ka safar dushwar hota hai
Gareeban tar hota hai
Kabhi inkar hota hai, kabhi iqrar hota hai
kay bin seekhe mohabbat to sarabon ki kahani hai
Dukhon ki raaj dhani hai
Jo kal ban jaye ga badal
Yeh wo dariya ka pani hai…!!!

 
Azal se ta abad jana’n
Falak k chaand taaro’n se
Meri dharti k zarro’n se
Paharo’n ki bulandi se
Saba ki shokhio’n se aur phoolo’n ki malamat se
Tapish khursheed ki
aur
chaand ki ro pehli kirno’n se
Ufaq ki wus’aton aur neelgoo’n gehray samander se
Kahin ziada
kahin barh kar
Mujhy tum se MUHABBAT HAI. . !

  
Mujhy tum se nahi milna. .
Agar miltay milatay
yunhi hanstay hansaatay
Yunhi mantay manatay. .
Muhabbat Ho Gai TOu Phir?


mehndi hands 
Muhabbat neend se jagay huay
Toofaa’n jesi hai
Kisi Simtay Huay
Heeja’n jesi hai
Muhabbat ko kabhi
Kamzor mat jano. . !



 
a rose for a rose

mehndi hands 
Chalo apni muhabbat sabhi ko baant aain. . !
Har ik pyar ka bhooka dikhai deta hai. . !

 
thinking about you

mehndi hands

sweet hands with beautiful mehndi 


mehndi hands 
teri naam ki mehndi lagai hey humne..teray liye khud ko sajaya hy humne

 
waiting for you 

mehndi hands 
love your hands in mehndi



mehndi hands 
what that moment would be..







No comments:

Post a Comment